PHOOL GULAB KA
Gulaab ka phool intehai khubsurat aur haseen hota hei her koi isey buhut pasand kerta hey gulab ka phool logon ko qareeb lata hey.choty choty khushioon mei yei he gulab ka phool kai chehroon ko mehkata hey yei muhabbat kerney waloon ko iss qadar kareeb lata hey k log kuch isterhan izhar-e-muhabbat kertey hein
tere sehan may saja hota
tu mujy pani na deti
par may tujy khusbooo zaroor deta
Is chaman Men phulon ki kami to nahi
.*””*.*””*.*””*.
“-, jaan ,-”
” -.-” “-.- ”
Wo ikk tm ho jisy hum Gulaab kehte hain
ek qirty barish aur ek kheyal uska
ek phool gulab ka aur ek jamal uska
barish ki bondein jo yaad dilaty hein uski
uthtey hath dua mei hein aur sawal uska
HAMEHSA GULAB KI TERHAN KHILTEY RAHEIN AUR MEHEKTEY RAHEIN
gulab ka phool bano !
Q K YEI PHOOL
uss key hath mei bhi khushboo chor detey hein
jo isey masal ker phaink detey hein
No comments:
Post a Comment